39اور ہم نے چاند کی منزلیں مقرر کر دی ہیں یہاں تک کہ پرانی ٹہنی کی طرح ہوجاتا ہے
Surah yaseen verse number 39
Abb app log quran pak ki is aiyat se andaza laga lay k chand ki manzila be hote ha . yeah elim najoom ki kuch baat ha jis ka Allah pak na quran main zikar kiya ha .chand ko qamar boolte ha .dino ki tasir main kamar ki herkat ake khas asar dalte ha is ki 28 manzilay ha ake manzil ko ake din main tah karta ha . lahaza 28 manzilo ko 28 din main tah karta ha or apna ake dor pora karta ha yahe is ka ake mah kamare kehlata ha. Jab be kohi naya kam kareen ya hisab kareen to yeah maloom kareen k ajj kamar kis manzil main ha or wo kya tasir zahir karta ha or kya wo tasir apka matloba kam main achi sabit hote ha ya nahi agar tasir achi hoge to kam bana ga or natahich jald ahe ga .example mangal k din nafaq adavat ka kam karna ha or din manzil awal sharteen ah gui yeah maksad mavafiq ha lahaza kam main foron kamyabi hogee .
Qamar ki manzil ka jadoo yeah ha

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
3 comments:
Mashallah bahut hi mufeed wo maloomati site hai Jazakallah Khair
Asslam o Alikum
Capricorn ky bary ma bata sakty hn ye log kasy hoty hn .......?
Well nikkah karne par bhi asar parta he? KIA in manzil ka
Post a Comment