
As salamu allaiqum
burj hamal =
yeah pehla burj hai rang zard surk hai tabiat is ki shereen hai jahat mashrik hia , khana merik hai , wabal zehra , sharaf aftab , 19 darja per haboot zohal , muzakar monkalib , mansoba mah mohram ul haram
burj sor=
yeah dosara burj hai rang seya wa sabz tabiyat talkh wa tazz hai jehat jaboob khana zehra , wabal merik , sharaf kamar, monis , sabit, mansoba mah safar al mozafar
burj joza
yeah burj 3 hai rang safaid mahil ba zarde tabiyat shor jehat magribh khana atarad , wabal mushtare , sharaf ras , mozakar zojisdin mansoob mah rabe_e_awal .
burj sartan yeah 4 burj hai rang safaid motlaq tabiyat sheren jehat shomal khana kamar , wabal zahal sharaf mushtare , haboot merike , monis , monkalib
masoob mah rabe_u_sani
burj asad
yeah 5 burj hai rang zarad wa surak tabiyat shreen jehat mashrik khana shams , wabal zahal , mozakar monkalib , masoob mah jamade_E_awal
burj sunbola
yeah 6 burj hai rang khaki sabz zarad kuch na saya bataya hai is ka tabiyat talkh tazz jehat janoob khana atarad , wabal mushtare , sharaf atarad , haboot zehra , monis zojisden , mansoob mah jamade_u_sani
burj meazan
yeah burj 7 burj hai rang safaid kadre zarad tabiyat shor jehat magrib khana zehra , wabal merike sharaf zahal haboot aftab mozakar monkalib , mansoob mah rajab .
burj akrab
yeah burj 8 wa burj hai rang surk tabiyat shereen jehat shomal khana merike wabal , zehra , haboot kamar , monis sabit mansoob mah shaban
burj kos
yeah 9 burj hai rang zard surk tabiyat shereen jehat mashrik khana mushtare wabal atarad , haboot zanab wa ras mozakar zojisden
burj jadi
yeah 10 wa burj hai rang seya sabz tabiyat talkh motlak khana zahal wabal kamar sharaf merike haboot mushtare monis monkalib mansoob mah shawal
burj dilo
yeh 11 wa burj hai rang safaid sabz bazz zard batate hai tabiyat talkh motlak khana zahal wabal aftab mozakar mansoob mah zekad jehat magrib
burj hoot
yeah burj 12 wa burj hai rang safaid motlaq tabiyat shreen jehat shomal khana mushtare wabal haboot atarad sharaf zehra monis zojisden masoob mah zil haj
8 comments:
Sir mra star aries ha. Taqreban 4 sal se halat khrab hn. Sitara gardish men hai. Bohot pryshan h0n. Plz koi hlp krn. Koi kam thek nai ho rha.
Kiya ap mujy mara zaicha ta sakty hai?q k mera har kaam ulat ho jata hai kisi saath kitna hi acha salook kr lo sila ura hi milta hai kiya is ka koi hal hai astroligy mai plz halp me
Assalamoalaikum.Plz sir plz kia ap mera zaicha bna skte hain plx sir i need ur help
I need a advice from you sir mne kisi se zaicha banwaya hai aur unhone muje kuch maloomat dete hue mujse us kam ko theek krne k pese mangey hain mera sawal apse ye hai k kya mn jo kr rhi hun wo sahi hai ALLAH pak is se naraz to nhi hongey muje un ki bat man kar pese dene chaiye taake kam ho ya phr patience rkhna chaiye plz ap meri is sawal ka jawab dene mn help kr skte hn.
Salam,meine aapki web par mohabbat ka amel dekha kya mein yeh amal kar loon mein karna chahti hoon aur dosari baat ho bahut khas hai woh yeh ke kya mein menses mein yeh taveez jalane ka amal kar sakti hoon pleae batayein mein bahut pareshaan hoon ,
salam, hazrat mera naam saif ahmed hai kya aap mera zaicha aur tahla ki jaan kari de sakhte hai kyunki mera zyada kaam ulta ho jata hai jo acha krna chaho aksar hota hai yeh mere saath aur maali halaat bhi thodi pershaniwali hai
assalamo alikum mjhy apna zaicha bnwana ha...
please do help me out...?
Mara naam Talib Hussain h mara burj kia ho ga
Post a Comment