Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


Monday, November 14, 2011

Zaicha kis ko kehta ha ?

As salamu allaiqum
Zaicha insan ki zindage per sitaro ka jo nazrate hote ha unka hisab karna ko kehta ha . matlab insan ki zindage per kon sa setare ka kesa asrate parte ha zaicha us cheez ko sabit karta ha . zaicha bana na ka maksaad yeah nahi ha k jo bateen zaicha se maloom ho wo honi he honi ha q k zaicha ilme gayab nahi ha . bus sirf ake hisab lagaya jata ha ka agah zindage ko kis tarah gozara jahe . jesa mahakma mosamyaat walay pashan gohe karte ha ka barish hona wali ha . abb jo gareeb log hote ha wo apni chato ki muramat karaleta ha ya jnn logo ka ghar kacha hota ha wo apna ghar chor ka dosare rishtadaro ka ghar chalay jata ha taka un logo ko bara nooksan na ho bus ishe tarah zaicha be zindage main hona wali cheezo ki pashan gohe karta ha 100% guarantee nahi hote kisi be baat ki bus ake hisab lagaya jata ha or usko deakta howa apni zindage ka aham faisala liya jata ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





13 comments:

meera said...

asslam o alaikum

main apna zaicha banwana chahti ho kiya ap meri madad kar saktay hai? please ap mujay ye bata day k kiya meri shadi us shakhs say ho gi jis say main like karti hon or kab tak ho gi?

Zaira said...

Aslam o alikum,
Mujhy apna Zaicha maloom karna tha plz mujhy mery zaicha se agah krain
mera nam Zaira hai,

main aksar bht bemar rehti ho,aur plz ye bi batye ga k meri shadi kab tak hogi?
pasand ki hogi ya nai?
jahan main shadi krna chahti ho wahan meri shadi hogi ya nai?
plz mera zaicha lazmi btaye main bht peryshan ho meri zndgi main bht nakamin hain aur peryshanian kindly help me em v thankful to u.

Anonymous said...


Assalamu alikum w rahmatullah

mohtram janab hazrat sahab mujh ko mera apna zaich banana hai kya aap meri madad kar sakte hai.

tanveer said...

حضرت سے درخواست ہے۔کہ اس روحانی علم سے کس کس چیز کا
علاج ہو سکتا ہے۔میری ذاتی دلچسپی ہےکہ میرا ذایچہ بنا یا جایے۔شکریہ

Anonymous said...

Apka blog parha about zaicha kia aap khud zaicha nikal k de sakte hain mujhe ?

Shahzad said...

Dear Sir,

Asalam o alikum,

Mera name Shahzad hy or
meri date of birth 10.04 .1979 hy.
Time of birth : taqreeban 2: 30 AM ( Suba Ky waqt ) ha.

Please agar ap meri help ker saky or zaichay ka zarye kuch bata skay to mehbaani hogi.

ma na ap ka bary ma internet sa dekha tha.

Shukriya,


Anonymous said...

Aslam-o-Alekum! Muhtram me ne apka blog parha zaichaa k baray mei, me bht pareshan hn apni zindagi mei 6 saal se koi khushi naseeb ni hui, hr khushi mery bht paas aa kr dur chali jati hai, ap se ajzanaa darkhuwast kr rhi hn, mera zaichaa nikal kr mje agah kren meri life k mtlq k meri zindagi mei mery fyouncy ka sath likha hai ya ni.
mera nam humera hai aur , meri mangni hui hai haroon nam k larky se, hm dono bht sincere hain ik dosrey sath bus hmari ik galt baat se mery fyouncy k ghr waly is rishty ko ab accept ni kr rhy, me jan'na chahti hn kya itni mushkiloun mei meri aur uski shaadi ho paye gi? Hui bh toh kb tk mumkin hai k shaadi ho? Usk ghr waly toh abi bilkul ni manty is rishty par.
meri mushkil ko hul kijeye me is rishty ko chorna ni chahti bht sincere hn usk aur uski family sath
mehrbani farmaa kr mje soluion btayen me apk jawab ka intizar krun gi
Shukriyaa!

Anonymous said...

mujhe apna zaicha nikalwana hain or mujhe mere bare me intrsting baatain jane hain stone bhi or shadi kub hogi kaise kay bad kush rahugi or me qaroobar start karna chahati hu is hawale se bhi baata de is p anser de pretyfairy62@yahoo.com

Anonymous said...

Asalm olaikum
Dear alls mujhy bh kabi ap logon ki tarahn balke dewano ki tarhan zaicha ka shuak tha lakn phir aise aise waqat aye k Allah ne mujhy azma azma kar apne qareeb kar lia plz alls us k pechy bhago jo wahid Allah hai jo sheh rang se bh zayda kareeb hai.mainy jo bh kam karna ho sachy dil se swal karte ho Allah pak hud dil main jawab dal dyte hai plz uski zaat per yaqen rakhye aur aise kamo main na pare jo eman kamzor karte

Anonymous said...

Asalamu alikum amel sahab.mjhy apni cousin ka ziacha maloom krwana tha ap kr dain gy?

Anonymous said...

assalam o alikum mjhy b apna zaicha banwana ha...
please help me.!

mahi said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

AOA. mera name Sammar hai or main sirf ye pochna chahta hon k har kisi ne hepl mangi hai to keya kisi ko koi hepl milli b hai k nai?????????

Popular Posts